Header Ads Widget

Sab Thik Tha


Kahi udas sa Mera man tha

Yado me bacha thoda gam tha

Haste chahero ki pichhe ak chahera namtha 

Fir bhi jivan me sab thik tha  


Khamosh insan ka rahasya kisne Jana, 

Bolte har insan ko bhi akhir kisne samja, 

Akhir chup to sab hai par uske pichhe ka sabab kya tha, 

Chalo Fir bhi jivan me sab thik tha


Sab the par koi to akela tha 

Manga sath par koi na aya tha 

Apna ho ya parya aab koi aas kisse kya rakhna tha  

Kyuki tab bhi jivan me sab thik tha


आत्महत्या कहीं insan kar raha tha 

Na kare to uska jivan lamba tha 

Socho aas pass essa koi nahi tha 

 jo uski pareshani Jan paya tha 

Akhir Fir bhi jivan me sab thik tha 


Jinda hai to na koi ass pass tha 

Mare to pura gav mere sath tha 

Akhir sabke juban pe ak hi bat thi ke ye ladka bahut achha tha 

Chalo fir bhi jivan me sab thik tha 


Written by

Harsh Rathod 


















Post a Comment

0 Comments